Woh Aa Raha Hai Lyrics English (Meaning) – Mir Hasan Mir

Woh Aa Raha Hai Lyrics Meaning in English by Mir Hasan Mir. Woh Aa Raha Hai song lyrics written by Hasnain Akbar with music given by Raza Shah.

SONG DETAILS

Song Woh Aa Raha Hai
Singer Mir Hasan Mir
Lyrics Hasnain Akbar
Music Raza Shah
Label Mir Hasan Mir

Woh Aa Raha Hai Lyrics English (Meaning) – Mir Hasan Mir

Sab Thaat Para Reh Jaye Ga Jab Aane Wala Ayega,
When the one on his way arrives, all systems will shut down.

Ye Dharti Sona Ugle Gi, Ye Charkh Gohar Barsayega,
This land will produce wealth, and this wheel will sprinkle pearls.

Kaabe Ki Chat Par Ghazi Ka, Ek Roz Alam Lehrayega,
One day, the Ghazi banner will fly from the top of the Kaaba.

Woh Aa Raha He Ke Jis Ke Aage Kisi Ka Kehna Nahi Chalega,
He is arriving, and no one will be able to be unreasonable before him.

Baghayr Farman E Ibn E Zahra, Nizaam E Dunya Nahi Chalega,
The world’s system cannot function without Ibn e Zahra’s command.

Woh Aa Raha He Ke Jis Ke Aage Kisi Ka Kehna Nahi Chalega,
He is arriving, and no one will be able to be unreasonable before him.

Kahin Guzarish Nahi Chale Gi, Kisi Ki Saazish Nahi Chalegi,
No one’s intervention or conspiracy will work.

Kare Ga Aa Kar Woh Adl Qayem, Koi Sifarish Nahi Chalegi,
He will create justice in such a way that no recommendations are effective.

Chalayega Woh Ali Ka Sikka, Kisi Ka Sikka Nahi Chalega,
He will run Ali’s coin; no other coins will function.

Woh Aa Raha He Ke Jis Ke Aage Kisi Ka Kehna Nahi Chalega,
He is arriving, and no one will be able to be unreasonable before him.

Alag Na Hoga Koi Kisi Se, Namaz Rozay Bhi Ek Honge,
Everyone will be the same, and prayers and fasting will be no exception.

Imam Aayenge Laut Kar Jab, Har Ek Mu’azzin Ba-Ghaur Sunle,
When the Imam returns, every muezzin should pay attention.

Azaan Ho Gi Ghadeer Waali, Ye Kam-Ziyaada Nahi Chalega,
The call to prayer will come from Ghadeer, and this excess will not function.

Woh Aa Raha He Ke Jis Ke Aage Kisi Ka Kehna Nahi Chalega,
He is arriving, and no one will be able to be unreasonable before him.

Anaa Ke Jazbon Me Behne Waalon, Hawa E Mazhab Me Rehne Waalo,
Those absorbed in the emotions of the ego, those who dwell in the air of religion

Koi Karega Halaal Tum Ko, Haraam Maatam Ko Kehne Waalo,
Someone will make you halal, but those who consider sorrow haram.

Dunkaan Fatwon Ki Band Hongi, Kisi Ka Fatwa Nahi Chalega,
The fatwa store will shut, and no fatwa will be valid.

Woh Aa Raha He Ke Jis Ke Aage Kisi Ka Kehna Nahi Chalega,
He will arrive, and no one will be able to be unreasonable in front of him.

Likha Huwa He Hadith Me Bhi, Zameen Nijasat Se Dur Ho Gi,
The Hadith also states that the world shall be cleansed of pollution.

Chalegi Shamsheer Murtaza Ki, Zabaan O Millat Ki Qayd Kaysi,
Murtaza’s blade will flow; what is the confinement of language and religion?

Ali Ka Munkir Ho Chaahe Jo Bhi, Zameen Pe Zinda Nahi Chale Ga,
Whoever rejects Ali will not survive on Earth.

Woh Aa Raha He Ke Jis Ke Aage Kisi Ka Kehna Nahi Chalega,
He is arriving, and no one will be able to be unreasonable before him.

Marenge Sab Maslehat Ke Aadi, Kahaan Pe Jayenge Ye Fasaadi,
All opportunists will perish; where will these troublemakers go?

Chhupayenge Kis Tarha Se Chehray, Haram Se Hogi Ye Jab Manadi,
When this becomes haram, how will they cover their faces?

Meri Hukumat Me Is Zameen Par, Udu E Zahra Nahi Chalega,
Zahra’s perfume will not function under my control on earth.

Woh Aa Raha He Ke Jis Ke Aage Kisi Ka Kehna Nahi Chalega,
He is arriving, and no one will be able to be unreasonable before him.

Fasaad Saarey Bharenge Aahein, Samaan Ye Dekhengi Sab Nigahein,
All corruption will be eradicated, and all eyes will see it.

Nizam Tabdeel Hoga Sara, Ye Masjidein Ho Ya Bargahein,
The whole system will alter, whether it is mosques or courts.

Woh Khud Chalayenge Har Idara, Ye Tera-Mera Nahi Chalega,
He will manage every department; this is yours, and mine will not work.

Woh Aa Raha He Ke Jis Ke Aage Kisi Ka Kehna Nahi Chalega,
He is arriving, and no one will be able to be unreasonable before him.

Ye Farsh E Matam He Yaad Rakhna, Kabhi Siyaasat Yaha Na Karna,
Remember this, O carpet of mourning: never do politics here.

Amanat E Sayyada Hein Aansu, Yahan Khayanat Se Khud Hi Bachna,
Sayyada’s tears express her faith. Protect yourself against treachery here.

Kahen Na Mahshar Ke Roz Zahra, Tumhara Pursa Nahi Chalega,
Zahra, do not declare on the Day of Judgment that your intercession is ineffective.

Woh Aa Raha He Ke Jis Ke Aage Kisi Ka Kehna Nahi Chalega,
He is arriving, and no one will be able to be unreasonable before him.

Khuda E Wahid Ka Faysala He, Ke Noor Kaamil Zaroor Hoga,
The One God has decided that the complete light will arrive.

Hazaar Fitne Uthaye Dunya, Wali Ka Lazim Zahoor Hoga,
The world will cause a thousand seditions, and the rise of the Wali is inevitable.

Baghayr Imam E Zamana Akbar, Kabhi Zamana Nahi Chalega,
The world cannot function without Imam e Zamana Akbar.

Woh Aa Raha He Ke Jis Ke Aage Kisi Ka Kehna Nahi Chalega,
He is arriving, and no one will be able to be unreasonable before him.

VIDEO SONG

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to top